Hasti mit gayi aashiyana banane mein,
Umar beet gayi gam batane mein,
Ek hi pal mein door na ho jana,
Hamein toh umar lag jayegi aap jaisa dost paane me.



Tumhari dil se dosti jo paya,
Mera dil khusion se bhar gaya,
Aab mar bhi jao toh kya gam hai,
Sare sapne toh pura ho gaya.



Teri dosti ki tareef zubaan pe aane lagi,
Tum se dosti ki toh zindagi mukuraane lagi,
Yeh tera pyaar tha ya meri achaai,
Ke har saans se tere liye dua aane lagi…



Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota,
Har musafir zindagi ka sahara nahi hota,
Miltay hai bohat log iss tanha zindagi mein,
Par koi dost aapsa accha, pyaara nahi hota.



Dosti kaa yeh paigham aap kaay naam
Zindagi ki her shaam aap kaay naam
Iss safar mein hamsafar hai hum dono
Iss dosti ko nibhana hai aap kaa kaam by dream girl


0 comments:

Post a Comment